HomeHindi ShayariBest 100+ Sharabi Shayari in Hindi | शराबी शायरी स्टेटस

Best 100+ Sharabi Shayari in Hindi | शराबी शायरी स्टेटस

Sharabi shayari hindi photo

Whatsapp shayari in hindi

Pilana farz tha to kuch bhi pila diya hota,
Sharab kam thi to paani mila diya hota,
zuban pe sharm-o-haya ka pehra tha,
To muskura ke sar hi hila diya hota.

sharabi shayari hindi photo

Hindi Shayari

Ye shayari likhna unka kaam nahi,
Jinke dil aankhon mein basa karte hai,
Shayari toh wo mushroof saksh likhte hai,
Jo sharab se nahi, kalam se nasha karte hai.

Best Hindi  Shayari

Dil Bana To aap Deewane Bane,
Sharab Bani To Mekhane Bane,
Kuch To Baat Hai Aap Mein Bhi,
Yui To Nahi hum pagal Bane.

Best Sharabi shayari 2020

Zakham Has Kar Gulab Ho Jaate,
aur Fir Lajawab Ho Jaate,
Tera Daman Na Mil Saka mujhe,
Warna Mere Aansu kb ke Sharab Ho Jate.

Latest Hindi shayari

Mausam bhi hai, umar bhi, shabab bhi hai,
Pehlo mein wo rashk-e-mahtaab bhi hai,
Duniya mein ab or chaiye kya mujh ko,
Saaqi bhi hai saaz bhi hai or sharab bhi hai.

Latest Shayari 2020

Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya,
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya,
Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya.

Hindi Sharabi shayari

Sharab Bani To Maikhane Bane,
Husan Bana To Deewane Bane,
Kuch To Baat Hai Aap Mein,
Yu Hi Nahi Pagal Khane Bane.

Sharabi shayari

Hum laakh ache sahi par log kharab kehte Hai,
Bigda hua humko wo Nawab kehte Hai,
Hum to aise badnam ho gye Hai,
ki pani bhi piye to Log sharab kehte hai

Hindi sharabi shayari

Yeh jawani gulaab ho jaaye,
Muyassar agar sharab ho jaaye,
Isi madhosh halat mein farishto,
Aao phir aaj ek-ek jam ho jaaye.

Hindi sharabi shayari

Aapke waste gunaah hi sahi,
Hum piye to sabab banti hai,
Bahot gamo ko sanjone ke baad,
Ek katra yaha sharab banti hai.

Hindi sharabi shayari

Pee Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se,
Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ke Jaam Se,
Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se,
Ki Aankhen Bhar Aati Hai Mohabbat Ke Naam se

RELATED ARTICLES

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Most Popular

Recent Comments